ये किस शहंशाह-ए-वाला की आमद आमद हैये कौन से शह-ए-बाला की आमद आमद है
ये आज काहे की शादी है, 'अर्श क्यूँ झूमालब-ए-ज़मीं को लब-ए-आसमाँ ने क्यूँ चूमा
रुसुल उन्हीं का तो मुज़्दा सुनाने आए हैंउन्हीं के आने की ख़ुशियाँ मनाने आए हैं
फ़रिश्ते आज जो धूमें मचाने आए हैंउन्हीं के आने की शादी रचाने आए हैं
चमक से अपनी जहाँ जगमगाने आए हैंमहक से अपनी ये कूचे बसाने आए हैं
ये सीधा रास्ता हक़ का बताने आए हैंये हक़ के बंदों को हक़ से मिलाने आए हैं
जो गिर रहे थे उन्हें नाइबो ने थाम लियाजो गिर चुके हैं ये उन को उठाने आए हैं
रऊफ़ ऐसे हैं और ये रहीम हैं इतनेकि गिरते पड़तों को सीने लगाने आए हैं
यही तो सोते हुओं को जगाने आए हैंयही तो रोते हुओं को हँसाने आए हैं
इन्हें ख़ुदा ने किया अपने मुल्क का मालिकइन्हीं के क़ब्ज़े में रब के ख़ज़ाने आए हैं
जो चाहेंगे, जिसे चाहेंगे ये उसे देंगेकरीम हैं ये ख़ज़ाने लुटाने आए हैं
सभी रुसुल ने कहा, इज़्हबू इला ग़ैरीअना लहा का ये मुज़्दा सुनाने आए हैं
'अजब करम है कि ख़ुद मुजरिमों के हामी हैंगुनहगारों की ये बख़्शिश कराने आए हैं
ये आज तारे ज़मीं की तरफ़ हैं क्यूँ माइलये आसमान से पैहम है नूर क्यूँ नाज़िल
ये आज क्या है ज़माने ने रंग बदला हैये आज क्या है कि 'आलम का ढंग बदला है
सुनोगे "ला" न ज़बान-ए-करीम से, नूरी !ये फ़ैज़-ओ-जूद के दरिया बहाने आए हैं
नसीब तेरा चमक उठा देख तो, नूरी !'अरब के चाँद लहद के सिरहाने आए हैं
ye kis shahenshah-e-waala ki aamad aamad haiye kaun se shah-e-baala ki aamad aamad hai
ye aaj kahe ki shaadi hai, 'arsh kyu.n jhoomalab-e-zamee.n ko lab-e-aasmaa.n ne kyu.n chooma
rusul unhi.n ka to muzda sunaane aae hai.nunhi.n ke aane ki KHushiyaa.n manaane aae hai.n
farishte aaj jo dhoome.n machaane aae hai.nunhi.n ke aane ki shaadi rachaane aae hai.n
chamak se apni jahaa.n jagmagaane aae hai.nmahak se apni ye kooche basaane aae hai.n
ye seedha raasta haq ka bataane aae hai.nye haq ke bando.n ko haq se milaane aae hai.n
jo gir rahe the unhe.n naaibo ne thaam liyajo gir chuke hai.n ye un ko uThaane aae hai.n
rauf aise hai.n aur ye raheem hai.n itneki girte pa.Dto.n ko seene lagaane aae hai.n
jo gir rahe the unhe.n naaibo ne thaam liyajo gir chuke hai.n ye un ko uThaane aae hai.n
yahi to sote huo.n ko jagaane aae hai.nyahi to rote huo.n ko hansaane aae hai.n
inhe.n KHuda ne kiya apne mulk ka maalikinhi.n ke qabze me.n rab ke KHazaane aae hai.n
jo chaahenge, jise chaahenge ye use dengekareem hai.n ye KHazaane luTaane aae hai.n
sabhi rusul ne kaha, iz.habu ila Gairiana laha ka ye muzda sunaane aae hai.n
'ajab karam hai ki KHud mujrimo.n ke haami hai.ngunahgaaro.n ki ye baKHshish karaane aae hai.n
ye aaj taare zamee.n ki taraf hai.n kyu.n maailye aasmaan se paiham hai noor kyu.n naazil
ye aaj kya hai zamaane ne rang badla haiye aaj kya hai ki 'aalam ka Dhang badla hai
sunoge "laa" na zabaan-e-kareem se, Noori !ye faiz-o-jood ke dariya bahaane aae hai.n
naseeb tera chamak uTha dekh to, Noori !'arab ke chaand lahad ke sirhaane aae hai.n
केवल उपलब्ध श्रेय दिखाए गए हैं; अनुपलब्ध जानकारी का अनुमान नहीं लगाया गया।