Hazaar Baar Karaoke Download
Hazaar Baar Lyrics
Mere qareeb tujhe
Mere qareeb tujhe
Mere naseeb tujhe aana hi tha
Har ek haal tujhe
Har ek haal tujhe
Mera khayal tujhe aana hi tha
Tujhse mohabbat jo karne laga
Aisa lage main sanwarne laga
Khali sa tha main khayalon ne tere bhara
Tere jaisa to jahan mein nahin doosra
Oh apsara..
Hai behtareen behtareen apna kal
Behtareen hai
Sukhadaanvitha sukrutham gandham
Dharmaangam
Preemadhara sukhadaanvesham
Madhuraathara madhumakarandham
Maangalyam sumahora
Supadham cha subham
Kalyana kamaneeyam
Subha sakhyam ithi gamyam
Madhurya makarandham
Vadhu varyam sukhamasyam
Sneham cha sthira
Keerthyanvitha daampatyoh
Sukhavardhanam
Kahin tujhe lage dhoop to
Wahan banun tera saaya main
Jahan mujhe tu aawaaz de
Wahin main kahun ke aaya main
Tujhe sambhaal ke hai rakhna pyar se
Tujhi se to ye jannaton sa ghar basey
Oh apsara.. Hey oh apsara
Hai behtareen behtareen apna kal
Behtareen hai